cash to da left for me, cash is right for me
cash to da the front for me, cash is the back for me
cash is the day for me, cash is night for me
cash on mind, making money all da time
cash meree sanso me, cash meree aankho me
cash mere dil me bhee, cash meree baho me
cash [...]
tumse milke huwa mujhape kaisa asar
abb kisi pe nahi theharati yeh najar
tumne kya kar diya, mujhako kya ho gaya
main kahin kho gaya, dil kahin kho gaya
kaisa jaadu hai, kaisa hai yeh nasha
kuchh toh bataao mujhe, kuchh kaho toh jara
tum hi tum raat din, bas khayaalon mein mere
koi chehara nazar mein samaata hi nahi
kis kadar badh [...]
zara aankhon mein muskaan bharo, zara honton pe armaan rakho
zara dil ka kehana maan bhi lo, zara baahon mein meri jaan bharo
armaan hai ruthe ruthe, dhadkan bhi hai deewaani
waaqib hai tu chaahat se, banati hai kyun anjaani
lagati hai jhuti saari, teri yeh prem kahaani
likh di hai naam kisi ke hamane yeh apani jawaani
kya tera mera [...]
aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se
aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se
kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se
sune sune panghat se, bhigi tanhaayi [...]
ai meri jindagi muskura toh jara
paas hai har khushi, muskura toh jara
hausala chhod na, dil ko yuun tod na
dur kar yeh nami, muskura toh jara
ai meri jindagi muskura toh jara
paas hai har khushi, muskura toh jara
raat dhal jaayegi, rut badal jaayegi
har musibat tali, yeh bhi tal jaayegi
apani himmat badha, aise na ladkhada
hai suhaani ghadi muskura [...]
Ai Meri Jindagi Muskura Toh Jara
Aate Jaate Mausam Se
Zara Aankhon Mein Muskaan Bharo
Chaand Jameen Pe Aayega
Tumse Milke Huwa Mujhape Kaisa Asar
pehle soch lo hosh khona hai
phir toh saath mein hi bas jashn karna hai
sapno ko jaane hi de yaar, jaane kal ko hona hai kya
its time to have some fun, iss pal ko khona na
lets start start start the party
come on come on every one, lets start start start the party
kiska intzaar hai, start start [...]
jaane mere dil mein kaun hai basa
khabar na hai ke hai yeh ehsaas kya
agar dhundhu bhi toh, yaar kis tarah
mujhe na hai koi bhi andaaja
chaahe dil bas chaahe tera saath
haan mein tu de de haath
tu hai woh jo dil mein saanson mein khayaalon mein bhi rahe
najrein mila tu, aa mila tu
tu hai aas paas toh [...]
yeah we rock we rock we rock on
tum yeh jaano na tum mein baat hai kya, sara jahan tumpe hi fida hai
masti ki hai taal aaja jhumein yaar, jara cool yeh apni ada hai
jaadu sa chalta hai, sur jab chalakta hai si me maja sa bhara hai jara
sitaaron bhara apna jahan, ke khwabon ki hai [...]
dekho duniya hai yaaron kitni hasin, kitni hai khushi
chhodo bhi baatein hao jo bite huye kal ki, uss pal ki
hai chaar din jina toh soche phir kya
dekho main dekho tum, jo mil jaaye toh phir kya hai ghum
taaron ki tarah chamake hum phir jara
toh tum aur main dono milake ban jaaye hum
come on come on [...]