20
Jul
Posted by admin as JASHNN LYRICS
Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana
Najare Kaha Soti Hai, Ninde Dhuaan Hoti Hai
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaan
Najare Kaha Soti Hai, Ninde Dhuaan Hoti Hai
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana
Uski Hi Yaado Ke Lamaho Ki Aahat Hai, Khwaabo Khayaalo Ki Raaho Mein
Milke Woh Jaaye Toh Rang Uski Khushbu Ke Bikhre Hi Rehte Hai Baho Mai
Koyi Jaadu Chaahat Pe Kar Leta Hai Kaabu
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana
Chain Banake Chain Churaana
Aankho Me Padhlo Tum Ya Sun Lu Hotho Se, Uske Hi Chehare Ki Bate Hai
Guzare Yeh Din Saare Uske Hi Saaye Me, Uski Panaaho Me Raate Hain
Dil Aaye Dil Pe Toh Waapas Na Jaa Paaye
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana
RSS feed for comments on this post · TrackBack URI
Leave a reply