Aazama Luck Aazama, Aazama Waqt Aazama, Apani Kismat Ki Baazi Aazama
Subah Nayi Aazama, Khwaab Saare Aazama, Apani Kismat Ki Baazi Aazama
Jami Se Uthaaye, Phalak Pe Bithaaye, Meharban Ho Jaaye Gar Khuda
Hawaao Mein Chaahe Charaag Jalaaye, Meharban Ho Jaaye Gar Khuda
Aazama Luck Aazama Aazama

Saari Kudrat Saara Aalam, Tujhpe Ho Jaayega Yuun Fida
Saari Duniya Saare Mausam, Aise Mil Jaayenge Baakhuda
Aazama Luck Aazama Aazama

Its Not About The Money, Not About The Honesty
Don’t You Think It’s Rather Funny, Luck, Luck, Luck Is The Key)

Hai Tera Woh Aashiya, Chhule Tu Yeh Aasmaan
Manjilo Se Aage Nikal, Phir Tere Dono Yeh Jahaan
Jamin Se Uthaaye Phalak Pe Bithaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda
Hawaao Mein Chaahe Charaag Jalaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda
Aazama Luck Aazama Aazama

Tedhe Medhe Raaste, Sab Hai Tere Vaaste
Har Mushkil Aasaan Bane, Chalana Tu Aahiste
Jami Se Uthaaye Phalak Pe Bithaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda
Hawaao Mein Chaahe Charaag Jalaaye, Meherbaan Ho Jaaye Gar Khuda
Aazama Luck Aazama Aazama

Its Not About The Money, Not About The Honesty
Don’t You Think It’s Rather Funny, Luck, Luck, Luck Is The Key